Ek vyakti ke pass ek gadha tha wah gadhe ko lekar samaan
dhone ja raha tha us raste me ek gaddha tha jo usne nahi dekha aur uska gadha
gaddhe me gir gaya aadmi ne gadhe ko gaddhe se nikalne ki bahut koshish ki lekin gadha gaddhe se bahar nahi
nikal paya to us vyakti ne socha ki kyu n gadhe ko yahi daphna diya jaye aisa
sochkar us vyakti ne us gadhe ke uper mitti dalni suru kar di kuch der to gadha
saant baitha raha lekin jaise hee uske uper jyada bojh hone laga to usne apne
uper se mitti jhad di mitti ke niche aane se gadha mitti ke uper chadh gaya
aisa kuch samy karte karte gadha uper aa gaya or phir gaddhe se bahar nikal gaya is tarah hamare
paas bhi do raste hote he ya to hum samasiya ke niche dab jaye ya us samasiya
ko sidhi banakar uper ki taraf badhe
what is this
ReplyDelete